Dil Aaj Shayar chords

Kishore Kumar

Key: 

Simplify chords 

  			
Em                 Am 
Dil Aaj Shair Hai, Gham Aaaj Nagma Hai 
G 
Shab Yeh Ghazal Hai Sanam mm m 
Em              Am 
Dil Aaj Shair Hai, Gham Aaaj Nagma Hai 
G 
Shab Yeh Ghazal Hai Sanam  
Em                  Am   
Gairon Ke Sheron Ko, O Sunne Wale 
F      E            Em   
Ho Is taraf Bhi Karam.. 

Em 
Aake Zara Dekh to Teri Khatir 
G           A       Em   
Hum Kistarah Se Jiye 
                        Am 
Aason Ke Dhaage Se Seete     Rahe Ham 
F         E        Em            
Jo Zakham Tu ne Diye 

Em                      Am       
Chahat Ke Mehfil, Mein Gham Tera Lekar 
G 
Kismat Se Khela Juyaa 
Em               Am      
Duniya Se Jeete Par   Tujh Se Haare 
F        E      Em 
Yun Khel Apna Huva 

G                                  Bm                    Em 
Hai pyaar humne kiya jis tarah se, uska na koi      jawab 
G                                  Bm                    Em 
Hai pyaar humne kiya jis tarah se, uska na koi      jawab 
                  Am                    F       E          Em 
Zarra thhey lekin teri lau mein jalkar, hum ban gaye aaftaab 
Em               Am                G                     Em 
Hum se hai zinda wafa aur humhi se hai teri mehfil jawaan 
Em                  Am               F        E    Em            
Hum jab na honge to ro ro ke duniya dhundhegi mere nishaan 

Em                              G          A       Em    
Ye pyaar koi khilauna nahin hai, har koi le jo kharid 
Em                              G          A       Em 
Ye pyaar koi khilauna nahin hai, har koi le jo kharid 
               Am                 F         E    Em 
Meri tarah zindagi bhar tadap lo, phir aana uske karib 
Em                       Am        G             
Hum to musafir hain, koi safar ho, hum to guzar jayenge hi 
Em                Am          
Lekin lagaya hai  jo daav humne  
F       E           Em 
Woh jeetkar aayenge hi 
F       E           Em 
Woh jeetkar aayenge hi 
F       E           Em 
Woh jeetkar aayenge hi